TRUE STORY OF POORMAN
Sabhi bhai aur behen ko mere namaskar. Mere koi bhi spelling mistake ho jaye to kruipaya maap karna.aur dhanya bad karyunga Google ko Jo
Hur kis ko mauka diya hai khud ko bare me lekhne
Keliye. Aur blog ko Jo itne asan banaya.
Then,
Chote bete ne dusri shadi karli. 1 saal baad ek ladki hui.jaise tese karke guzara karne lage. Idhar bade bete ke life main new twist aaya,biwi ka ek bhai thaa jiska koi bhi bacha nahi tha. Acha khasa paisa tha aur jamin bhi thi.lekin bacha nahi tha to phir unhone socha ki behen ki 4 beta hai unme se ek ladka adopt kareng.
Behen ko jaa kar bola tumahari 4 bete me se ek Mujhe dedo main ache se khyal rakhungi mera bhi koi bacha nahi hai to main usko maa baap ki kami ko kabhi mahesoos hone nahi dungi. Behen ne man gaye 4 me se 2 bache jiska naam tha bira usko le kar gaye.
Bira ko naye baap maa milgaye lekin khud ki maa baap ki kami mehesoos kar ne lagi. Kuch Acha nahi laag raha tha phir bhi rehene lagi. Bira jab 5 saal ka ho gaya padhai suru hui. Paas ek primary school tha usme dakhila kar di maa baap ne. Primary school me 7 standard tak class tha.
Padhne Keliye dhanyabad.
Next post main baki story batayungi.

Post a Comment
0 Comments