THE STORY OF POORMAN
Sabhi bhai aur behen ko mere namaskar. Mere koi bhi spelling mistake ho jaye to kruipaya maap karna.aur dhanya bad karyunga Google ko Jo
Hur kis ko mauka diya hai khud ko bare me likhne
Keliye. Aur blog ko Jo itne asan banaya.
Then,
Maa baap ne bole beti tum akle ayea ho sath main apni pati ko nahi laye ho. Beti ne Saab kuch bata diya.kuch din rahne ke baad Sasu aur sasur ne bohu ke paas gaye. Apni bohu ko samjha ke aur samdi ji ko samjha kar bohu ko ghar le aaye.
Kuch din Acha chalta raha lekin ek bacha nahi hua.phir sasu ne gali suru kardi.sasur ne kheti
Me jane Keliye kaha. Bole ki tumahara pati to kaam
chor hai tum chalo nahi to khana nahi milega.bira ne chup chup kar baba ke paas jata tha.11 saal bit gaye bacha nahi hua.
Bahut taqlef main osha ji raha tha.ek din kuch ayse hua osha ki life me ek dum khushiyon se bhar gaye.khusiyon ka koi thikana nahi raha kyun ki Woh maa banne bali thi.lekin uska khyal rakhne bala pati sath nahi de raha tha.
Sasu sasur khus thea Lekin kheti karne ke liye bhejte thea.9 mahine baad ek ladka hua,uska naam rakhe hrushikesh.cuttack me ek pehechan bala rishtedar police main thea.bira ko kaam me rakhne Keliye aane ko kaha.
Bira ko bapa ne bheja cuttack.7 month ke baad bira ne chupke se chala aaya baba ke paas. Apni maa baap ko bola main nahi jayungi main idhar hi rahuni.maa bapa ne rekhliye beta ko.osha ne apne pati ko nahi dekhte hue 8 month hogaya sab jante thea ki bira ne cuttack main hai aur Acha khasa kam kar raha hai.
Lagta jaise Woh sudhar gaya.lekin kya pata Woh apni gaon chala gaya hai.maa bapa ne Lane Keliye Unke gaon pe gaye.iss bar bhi dhoka de kar chup gaya.shyam tak wait karte rahe phir bhi nahi aaya.udhar osha ne bete ko lekar akela tha.
Aas paas ki padoshi bhi Acha nahi thea. Shyam me sasu sasur ne chale aaye bole ki tumhaari pati aab hamari bas ki nahi.tum bhi usko sambhala nahi sakte,tum chale jayo uske paas hum tum aur tumhaari bete ko aur paal nahi sakte.agle din............
Padhne ke liye dhanyabad
Age ki story next post pe batayungi.

Post a Comment
0 Comments